Thursday, October 15, 2009

Once again Wo akela pan wo tanhai....

Phir se wahi shunya....Wahi shani wake ekaki and wahi akelapan...
Same feeling sare log ghar ja rahe hain aur main nahi ja pa raha hun..Lg bhi mere bare main pata nahi kya kya sochate honge....Per mujhe bhi lag raha hai kuch dino ki chutti nikalker ghar ho lena chahiye...
Pata nahi aaj kyon ajab sa feel ker raha hun...ek dun wahi tanhai and wahi viranapan feel ho raha hai jaise 14th aug ko udaipur main ho raha tha...
Any way sham ko kuch likha wahi kuch line likhena chahunga...
"Yahan andar ka sunapa bahut paresan karata hai/Ekaki aur tanhai bus 2 hi nam hain jindagi ke/khabhi anadar ki tanhai aur khabhi bahar ka sunapan/bus yahi jindagi hai/sochata hun jab bahar main diwali ki jagmag hogi to andar ek shyah wirana hoga,ek kali andheri rat hogi/pata nahi main aisa kyon ho gaya hun/pata nahi kyon///
Bus aisa hi chalata rahega ..jindagi

No comments:

Post a Comment

निष्पृह