Tuesday, April 6, 2010

अलविदा बारां।

बारां छोड़ते हुए अच्छा नहीं लग रहा है , लेकिन जिंदगी को आगे बढ़ाना भी बहुत जरुरी है ...बस यही उम्मीद करता हूँ की अगले जगह में भी मुझे अच्छे लोग मिले , यहाँ पर दिन अच्छे गुजरे और आगे भी उम्मीद करता हूँ अच्छे ही होंगे...
यहाँ जयादा लोगों से नजदीकी तो नहीं बन पाई लेकिन गुलशन बही से एक अनकहा रिश्ता बन गया ..he is too much caring....He Seems ti like Anna ....in Chennai.....Jitan pyar anna se paya utna hi pyar gulshan bhai se bhi paya...he told me hou to be concious...he told me everything....he started to know my family ,sis ,whats going on and many other thing..suppported me as his younger brother....kabhi kabhi sochata hun itane acche log kaise dharati per ho jate hain....halanki main ye nahi kahata ki wo perfect hain...bahut sari negative points bhi hain but unki acchaiyon ke samane sare negative points bahut chote ho jate hain...Unki ek pyari si choti si bacchi bhi hain aur bhabhi ji bhi ...jinke sath unhone love marriage kiya hai.....and wish ki khahi bhabhi ji se mil paun...Hamesh bhagwan se dua karunga ki ...bahi saab hamesh khush rahe and enjoy karate rahe.....
aur Samne ek tea wala hai ...Bhagat...sochat hun aur use dekhata hun to kuch kuch yad ane lagata hai..namra vinmara and mridubhashi...Din bhar Chai le kar eakela hi idhar se udhar daudata rahata hai aur sab se namrata se bat karata hai.....Khuli Asma ke niche apan thela lagata hai aur,din bhar khada rahata hai,kuch kuch bahut kuch anayas sa paresan karata hai ,acche logon ko acchi jindagi milani chahiye ...par pata nahi aisa kyon nahi hota..Bhagwan bhi khabhi khabhi nirdayai ho jate hain....bilkul nirdayi...bat ki thi ki 3 ladkiya hain usake , aur un sab ki shadi bhi karani hain...to aur jayada paresan ho gaya main...3 ladkiyan shadi karane ko aur paison ke nam par phuti kaudi bhi nahi.....sochata hun aur sochata hun ki shayad uske liye kuch kar pata to bahut hi khushi hoti mujhe....par bhagwan se yahi dua karunga ki acchi tarah un sabon ki shadi ho jaye....aur ye banda hamesha khush rahe...aur sab logon ko subah ki chai achhi tarah pilata bhi rahe....
aur kuch ...han likhana to padega nahi to sab adhura rah jayge..aur uske bina kabhi mera koi post pura hua bhi nahi hai...Why i never try to understand her problrm....she is holding her whole family..n i expect something else....no how could ?????May be bhagwan hamesh khush rakhana...Aur Delhi me koi accha sa accomodation dila de taki main mast rahun aur enjou karun!!!!

No comments:

Post a Comment

निष्पृह