Thursday, January 29, 2015

Nervous breakdown.....

ho jata hai kabhi kabhi mera bhi nervous breakdown.......beer pita hun , fir to aur jayda.....bahot rone ka man karta hai..akela hota hun ....aisa lagta hai jaise apane hone ka koi matalab nahi hai ...kuch bhi nahi ....bus waqt hi to katna ...pata nahi main kyu itani mehnat karta hun ..kya purpose...sab kuch faltu.........

aakhir main bhi ek insan hun....

No comments:

Post a Comment

निष्पृह